Saturday 1 March 2014

Ek fasana

Jindagai ki kathin rahon par
asman nahi milta.
Hum khade rahte hain samandaro par
Wo jahan nahi milta.
Tair kar lahro par jana hoga
Rasta jo kathin hai wahi thikana hoga
Badhate kadam phir roke na jayenge
Tab jami na nazar ayegi
Asman hi tera fasana hoga!!!

No comments:

Post a Comment